Pages

Monday 8 August 2011

Birth Control Methods - Withdrawal

Ba'az ulma'a kay nazdeek Islam mein zabt e wiladat ki ijazat nahin Quran majeed mein irshad hai "qatal na karo apni aulad ko muflisi ki wajah sey hum tumhey bhi rizq detey hain aur unn ko bhi" (al inam 151) ba'az doosrey ulma'a kay nazdeek iski gunjae'sh hai kyun kay Hazrat Muhammad ney apney daur mein sahaba ko mana nahin farmaya kuch ulma'a kay nazdeek muflisi ki wajah sey zabt e wiladat haram hai warna doosri surton mein jae'z hai.

Zabt e tauleed kay bohut sey tariqey hain kuch qadeem, kuch jadeed, kuch kaamyaab, kuch naakaam, kuch ka inhisaar mardon per hai aur kuch ka khawateen per birth control kay chund ahem tariqey darj zael hain:

1. Uzul (withdrawal)

Yeh birth control ka sab sey qadeem tariqa hai aur puri dunya mein istaemaal hota hai iss tariqey mein mard inzal kay qareeb apney zakar ko faraj sey baher nikal leta hai aur mani ko faraj sey baher kharij karta hai. Yeh bohut mu'asser tariqa nahin hai iski nakaami ki sharah 25% hai. Yeh baat Allah kay nabi ney 1400 saal pehley batadi thi. Inzal sey pehley jinsi urooj mein mard kay chund qatrey nikal jatey hain inn mein sperm ho saktey hain iss kay elawa ba'az auqaat mard jinsi jazbaat ki shiddat ki wajah sey zakar baher nikaltey huey manzil ho jata hai. Iss mein inzal faraj kay ander to nahin hota magar uss kay ooper ho jata hai jis ki wajah sey sperm faraj mein ja saktey hain aur ba'az auqaat to fard zakar ko nikal hi nahin pata aur rokney kay bawajood faraj kay ander hi manzil ho jata hai. Ba'az auqaat iski wajah sey fard surat e inzal (

No comments:

Post a Comment