Pages

Monday 8 August 2011

Khawateen Kay Ahem Jinsi Mughalitey

(Female


Mardon ki tarah aurtein bhi bohut sey jinsi maghaliton

ka shikar hain jo inki azdwajii khushyion mein bohut bari rukawat sabit hote hain. Azdwajii khushyion kay liye khawateen ko na sirf apney bul kay mardon kay jinsi mughaliton ka zikar lya jaey (in mughaliton ka tafseeli zikar humari doosri kitab "

mein mojood hai iss hawaley sey iss kitab ka muta'alla mufeed rahey ga) taa'hum khawateen kay chund ahem jinsi mughlitey kuch yun hain :


  1. ya haez (menses) amooman takleef deh cheez nahin aksar khawateen ki maahwaari bilkul normal hoti hai aur unhein koi khaas takleef nahin hoti albatta kuch khawateen maahwaari kay dauraan kamar dard, sar dard aur paet dard waghaera mehsoos karti hain, maahwaari ka aana kisi bhi larki kay liye kisi bhi tarah tashweesh ka baa'iss nahin hona chahiyie, larki ko ba'khoobi samajh lena chahiyie kay yeh ek fitri jismaani amal hai

  2. t koi buri cheez nahin aur na hi yeh ek takleef deh amar hai agarcha ba'az khawateen ko ibtida mein chund baar mubashrat mein qadrey takleef hoti hai taa'hum baad mein yeh amal normal ho jata hai mubashrat ka amal na sirf naeki aur sadqa hai bul kay donon kay liye bohut hi pur lutf amal hai.

    No comments:

    Post a Comment