Pages

Monday 8 August 2011

Lack Of Orgasm Cure

ya char din kay ba'ad mubashrat karti to woh orgasm hasil karleti aur agar ek do din ba'ad mubashrat karti to usey bazer ko zyada mushta'el karney ki zaroorat parti. Jab ma'aloom ho jaey kay kon si cheez aap kay orgasm mein muaawin hai to phir shaoori tor per usey kar kay humesha orgasm hasil karein. Woh aurtein jinhon ney kabhi orgasm hasil nahin kya ya zindagi mein chund bar hasil kya unka ilaj nisbatan aasan hai ilaj kay ahem tariqey darj zael hain:

  1. Iss masley ki wajoohaat ka baghor ja'eza lein aur inka tadaruk karein sex kay hawaley sey khadshaat aur ghalat fehmiyon ko duur kya jaey iss kay liye humari kitaab 'ka muta'alla bey hudd mufeed hai.
  2. Guzishta ek baab mein orgasm kay husool kay bohut sey tariqey bataey gaey hain aksar khawateen inko istaemaal kar kay orgasm hasil kar sakein gi.
  3. Mubashrat kay doran aap tasawwur karein kay aap apni faraj kay zaryay haan'pney kay andaz mein saans ley rahi hain.
  4. Mubashrat kay doran apney sareen aur maq'ad kay muscles ko tight karein.
  5. Dakhool kay ba'ad haa'npney kay andaz mein taez saans lein iss sey jinsi jazbaat mushta'il hotey hain aur orgasm kay husool mein aasaani ho jati hai.
  6. Orgasm hasil na karney ki wajah muscles ki kamzori bhi hai inn muscles ko mazboot karney ki wajah sey faraj ki deewaron ki hassasiyat barh jati hai aur mubashrat zyada lutfangaez ho jati hai jis sey orgasm hasil karney kay imkaanaat bhi barh jatey hain Dr.Kegel ney

No comments:

Post a Comment