Pages

Monday 8 August 2011

Low Libido Physical Reasons - Lack Of Sexual Desire

Yeh janney kay liye keh shayad aap kay maslay ki wajah yehi masbat fawaed hun to aap apney aap sey sawal karein keh agar aap jinsi tor per theek hon to iss kay kiya naqa'es aur manfi asraat murattib hun gey agar yehi wajah hai to aap ko nafsiyati elaj ki zaroorat hai.

12. Jinsi Zyaditi

Bachpan mein bohut sey bachey jinsi zyaditi ka shikar ho jatey hain ba'az bachey iss sey khauf zada ho jatey hain aur ba'az iss ki wajah sey ehsaas e gunah mein mubtala ho jatey hain jis ki wajah sey unn ko sex sey nafrat ho jati hai aur unn ki jinsi khwahish bohut kam ya bilkul khatam ho jati hai.

Jinsi Khwahish Mein Kami Ki Medical Wajoohaat

(Physical Reasons Of Low Libido)

Agarcha iss masley ki ahem wajoohaat (80%) nafsiyati hoti hain magar ba'az auqaat iss ki wajah medical bhi hoti hai inn mein sey chund ahem medical wajoohaat darj zael hain:

  1. Jinsi Hormones Ki Kami (low testosterone level)

    Khwateen o hazraat ki jinsi khwahish ka ta'alluq jinsi hormone testosterone kay sath hota hai agar iss mein kami ho jaey to phir aurat ki jinsi khwahish kam ho jati hai lekin aisa hota bohut hi kam hai.

  2. Fitri Tabdeeliya'n (natural swing)

No comments:

Post a Comment