Pages

Monday 8 August 2011

Sex And Old Age

na kay kamzori ta'hum iss sey khawateen yeh na samjhein kay mard mein jinsi khwahish/taaqat kam ho gaee hai.

Humarey haan boorhey logon ki jnsi zindagi kay hawaley sey logon ki raa'ey bilkul manfi hai aksar logon ka khayal hai kay 60 saal kay ba'ad boorhey logon ko sex ki zaroorat nahin aur 70 saala jorey kay jinsi amal ko bohut ghaer shaista samjha jata hai aur iss umar mein ko to bohut hi bura samjha jata hai. Bohut sey mard 70 saal ki umer mein biwi kay adum ta'awwun ki wajah sey khud lazzati per majboor hain aam logon ka yeh khayal bhi hai kay burhapey mein fard kay qabil hi nahin rehta aksar boorhey iss ghalat khayal ki wajah sey apni jinsi sargarmiyon ko mu'attel kar detey hain jis ki wajah sey kuch arsey ba'ad woh jinsi amal kay qabil hi nahin rehtey kyun kay jis cheez ko istaemaal na kya jaey (jismaani uzu) to kuch arsey ba'ad woh istaemaal kay qabil nahin rehti. Jab kay haqeeqat yeh hai kay boorhon ko bhi jawanon ki tarah sex ki zaroorat hai aurat ki sehat kay liye orgasm mufeed cheez hai agar mian biwi sehat mand hain to martey dam tak woh jinsi amal kay qabil hotey hain khusoosan aurton ko to jinsi amal mein koi diqqat paesh nahin aati kyun kay unn ko ma kuch kam ho jati hai aur mard ko foran tana'u nahin hota aur na hi jawani ki tarah zyada sukht hota hai magar jinsi amal kay liye kafi hota hai iss tarah jawani mein aurat ki faraj mein 10 ta 30 second mein ratoobat aa jati hai magar burhapey mein 5 minute tak lag jatey hain beemari ki wajah sey ba'az auqaat jinsi amal mein ta'attul aa sakta hai magar jinsi amal kay na honay ki wajah sey jinsi salahiyat main kami aa jati hai jinsi amal na kar sakney ki bari wajah kam jinsi amal ya tark e mubashrat hai na kay koi jismaani kharabi.

No comments:

Post a Comment