Pages

Monday 8 August 2011

Vaginismus - Physical Causes

Vaginismus ki physical causes (Jismani wajoohaat) mein sakht parda e bakarat ( sar-e-fehrist hai ba'az auqaat yeh parda iss qadar sukht aur mota hota hai kay kisi bhi suratdakhool nahin ho sakta iss surat mein jab bhi mubaashirat ki koshish hoti hai to usey shadeed takleef hoti hai. Aisi surat mein fori tor per doctor sey raabta kya jaey iss kay khatmey kay liye bohut ma'amooli operation ki zaroorat hai paeroo ki beemari ki wajah sey bhi yeh masla paeda ho jata hai ba'az auqaat bachey ki paeda'esh kay ba'ad bhi yeh masla paeda ho jata hai ba'az auqaat bachey ki takleef deh paedae'sh kay ba'ad bhi aurtein iss beemari mein mubtala ho jati hain.

aur dilchaspi bilkul khatam ho jati hai ya phir woh jinsi khwahish ki takmeel kay liye ghar sey baher doosri aurton kay paas jata hai aur ba'az afraad nafsiyati ka shikaar ho jatey hain. Der ki surat mein amooman shaadi talaq per khatm ho jati hai elaj kay liye sab sey pehley kisi achi khatoon doctor sey muaaena karaya jaey ta'kay woh itmenaan karley kay iss maslay ki koi jismani wajah nahin agar masley ki koi jismani wajah nahin to phir kisi achey mahir e nafsiyat sey raabta kya jaey. Jo a'az shehron mein to nafsiyati elaj ki sahoolat hi mayasser nahin.

Apni Madad Aap

Agar iss masley ki nafsiyati wajoohaat bohut gehri nahin to aap khud bhi iss masley ko hal kar sakti hain magar iss tariqey ko shaadi sey pehley kisi bhi surat mein istaemaal na kya jaey kyun kay

No comments:

Post a Comment