Pages

Friday 12 August 2011

Sexual Desire In Women - Women And Sex
Sexual Desire In Women - Women And Sex

woh apka nafsiyati analysis karney kay baad aap kay iss masley ko hal karey kyun kay yeh ek nafsiyati masla hai. bey hudd khushgawar ho jati hai. (Hyde)

Mard Inn Aurton Ko Pasand Nahi Kartey Jo Sex Ko Pasand Karti Hain?

Khawateen kay zehen mein kisi na kisi tarhan yeh baat bitha di gaee hai ya beth gaee hai kay mard inn aurton ki izzat nahi kartey ya unko pasand nahi kartey jo sex ko pasand karti hain. Yeh baat na sirf mashriq mein bul kay maghrib mein bhi mashhoor hai. Iss baat ki koi haqeeqat nahi kyun kay mard aisi aurton kay sath zyada comfortable feel kartey hain aur unko pasand kartey hain jo sex mein dilchaspi leti hain. (Angelis)

Aurat Mein Mard Sey 8 Guna Zyada Shahoot?

Yeh baat bar bar suni jati hai kay aurton mein jinsi khwahish (sexual desire) mardon sey 8 guna zyada hoti hai. Aurat mein chahey janey ki khwahish bila mubalgha bohut hai magar jahan tak jinsi khwahish (libido) ka ta'alluq hai woh mard sey zyada nahi. Kuch researchers ka khayal hai kay iss lehaz sey mard aur aurat donon baraber hain aur kuch ka khayal hai kay mardon mein yeh khwahish thori si zyada hai. Darasal aurat mein mohabbat ki khwahish zyada hai jab kay mard mein mubashrat (Intercourse) ki. 'Woman wants to talk man wants to do'. Lehaza science kay mutabiq yeh baat bilkul ghalat hai kay aurat mein jinsi jazbat mard sey 8 guna zyada hain. (Zakir: Hyde)

woh apka nafsiyati analysis karney kay baad aap kay iss masley ko hal karey kyun kay yeh ek nafsiyati masla hai.i bey hudd khushgawar ho jati hai. (Hyde)

Mard Inn Aurton Ko Pasand Nahi Kartey Jo Sex Ko Pasand Karti Hain?

Khawateen kay zehen mein kisi na kisi tarhan yeh baat bitha di gaee hai ya beth gaee hai kay mard inn aurton ki izzat nahi kartey ya unko pasand nahi kartey jo sex ko pasand karti hain. Yeh baat na sirf mashriq mein bul kay maghrib mein bhi mashhoor hai. Iss baat ki koi haqeeqat nahi kyun kay mard aisi aurton kay sath zyada comfortable feel kartey hain aur unko pasand kartey hain jo sex mein dilchaspi leti hain. (Angelis)

Aurat Mein Mard Sey 8 Guna Zyada Shahoot? (

Yeh baat bar bar suni jati hai kay aurton mein jinsi khwahish (sexual desire) mardon sey 8 guna zyada hoti hai. Aurat mein chahey janey ki khwahish bila mubalgha bohut hai magar jahan tak jinsi khwahish (libido) ka ta'alluq hai woh mard sey zyada nahi. Kuch researchers ka khayal hai kay iss lehaz sey mard aur aurat donon baraber hain aur kuch ka khayal hai kay mardon mein yeh khwahish thori si zyada hai. Darasal aurat mein mohabbat ki khwahish zyada hai jab kay mard mein mubashrat (Intercourse) ki. 'Woman wants to talk man wants to do'. Lehaza science kay mutabiq yeh baat bilkul ghalat hai kay aurat mein jinsi jazbat mard sey 8 guna zyada hain

No comments:

Post a Comment