Pages

Thursday 25 August 2011

Jinsi Lutf Aur Sukoon

Har bar jab bhi woh orgasm kay qareeb pohonchey gi iss ki jinsi khwahish aur lutf mein izafa hoga. Bar bar aisa hi karian. Akhri bar woh orgasm hasil karley. Yeh orgasm bohut bhar poor aur pur lazat hoga.

33. Jinsi lutf aur sukoon mubashrat (intercourse) kay elawa aur bhi kaee tareeqon sey hasil kya ja sakta hai. Variety kay liye inn tareeqon sey lutf uthaya ja sakta hai.

Apney saathi ko ghusl dein poorey jism per soap laganey kay baad hath phaerein, kafi waqt sarf karein. Maqsad mael utarnaa nahi bul kay iss kay jism kay lums sey sex ubharna hai. Baaz log iss sey bohut lutf uthaatey hain donon bar bar aisa karein iss doran mein agar tanau (erection) hojaey to ghussl kay doran mein mubashrat (intercourse) ka lutf bilkul munfarid aur shandaar hoga. Ghusl kay baad yeh phir baghaer ghusl kay doran mein apney saathi kay jism ki malish karian, masaj karian, bohut aram aur piyar kay saath. Pehley khushk aur phir chikney hath sey. Chikney hath sey malish donon kay liye bohut lutf angaez hai. Iss mein hassas jinsi hisson ko bhi chua ja sakta hai. Tahem ham inn ko chuey baghaer bhi malish sey lutf utha saktey hain. Mushq shuru karney sey pehley toss kar kay taey kya ja sakta hai kay pehley on massage karey ga. Massage per kafi waqt saaf karein.

34. Sex kay foran baad kuch der baad ya kaee din baad sabqa jinsi amal kay hawaley sey biwi sey baat karein. Isey bataein kay aap ney iss din bohut enjoy kya. Biwi kay kirdar ki tareef karein. Behtar hai ka tareef specific ho.

No comments:

Post a Comment