Pages

Friday, 12 August 2011

Sex Is Sin - Sex Ek Gandi Cheez

Sex Ek Gandi Cheez …? (Sex Is Sin)

Puri duniya mein sex ko ek gandi aur na pasandeeda cheez samjha jata hai. (Dastoor) Isliye khawateen kay bohut seyki bari wajah yehi ghalat tasawwur hai. Islam mein baghaer nikah kay l na sirf buri aur gandi cheez hai bul kay bohut bara gunah (sin) hai. Jab kay nikah kay baad jinsi amal na sirf gandi cheez nahi bul kay ek pasandeeda amal hai. Jisko Allah kay nabi Hazrat Mohammad (P.B.U.H) ney sadqa aur naeki qarar diya hai. Nikah kay baad jinsi amal mein shareek ho kar husband wife donon ajar aur sawab kay mustahiq ho jatey hain.

Kya Aurat Sex Ko Pasand Nahi Karti?

Logon mein ek aam khayal yeh bhi paya jata hai kay aurtein sex ko zyada pasand nahi kartiin. Iss khayal ki ek bari wajah yeh hai kay mubashrat (Intercourse) kay doran khawateen active kay bajaey passive role ada karti hain. Yani aur (Intercourse) kay doran aurtein amooman khamosh leti rehti hain. Zinda lash ki tarhan, iss doran jo karna hai mard ney karna hai. Khawateen khwahish kay bawajood mubashrat (Intercourse) mein kirdar ada nahi kartiin. Issi tarhan hamarey yahan aurat amooman pehel nahi karti. Doosrey mafroozon ki tarhan yeh bhi ek ghalat mafrooza hai. Kyun kay mard aur aurat donon hi sex ko pasand kartey hain. Donon mubashrat (Intercourse) kay khwahishmand hain lekin mashriqi sharm o haya aur ilm ki kami ki wajah sey woh mubashrat (Intercourse) mein active role play nahi karti. Agar aap ko waqaee sex na pasand hai ya iss sey nafrat hai to foran kisi mahir e nafsiyat sey raabta karein ta kay

No comments:

Post a Comment