Types Of Female Orgasms - Aurton Kay Orgasm Ki Aqsaam |
Mard usually ek mubashrat (Intercourse) mein ek hasil karta hai jab kay aurat ek mubashrat (Intercourse) mein ek sey zyada orgasm hasil kar sakti hai. Ek experiment mein ek aurat ney 50 orgasm hasil karey. Iss kay elawa mard usually pehley orgasm mein zyada lutf uthata hai jab kay aurat doosrey, teesrey orgasm mein zyada lutf uthati hai. Hite kay survey kay mutabiq agar chahein to tamam aurtein ek sey zyada orgasm hasil karney ki salahiyat rakhti hain. Aurton ka orgasm 2 types ka hota hai. (Types Of Female Orgasm)
kay mutabiq har aurat indirectly or directly sey hi orgasm hasil karti hai jab kay doosrey mahireen ka khayal hai kay taqreeban 80% aurtein clitoral stimulation sey aur baqi dakhool (penetration) sey orgasm hasil karti hain. Sherry Hite kay survey kay mutabiq taqreeban tamam aurton ko orgasm hasil karney kay liye clitoral stimulation ki zaroorat hai. Yani bohut bari tadaad sirf dakhool (penetration) sey orgasm hasil nahi karti, chahey mubashrat (Intercourse) 2 hours tak jari rahey. Aurat ka asal sensitive part bazer ( hai jo kay vagina sey door labia minora kay ooper waley hissey mein chicken ki kalghi ki tarhan hota hai. Aam mubashrat (Intercourse) mein penis iss ko touch nahi karta
|
Friday, 12 August 2011
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment