Pages

Friday, 26 August 2011

Infertility Causes In Women - Banjhpan Ki Wajah

9. Baaz chemicals maslan karm kash medicine, glycol ether jo ka printing aur gond waghaera bananey mein use hota hain bhi sperms kay liye nuqsandeh hain. Karm kash medicine ka spray kartey waqt khusoosi ahtiyat ki zaroorat hai.

10. Research ma yeh bhi maloom hua hai kay computer kay samney zyada der bethney sey bhi sperm ki tadad kam hojati hai jis ki wajah sey aisey afraad kay han aksar larkiyan paeda hoti hai.

11. Zehni stress bhi sperm ka bohut bara dushman hai. Yeh sperm kay count ko kam karta hai. Lehaza iss sey bachein aur hamesha pursukoon rahnay ki koshish karein.

Infertility Causes In Women

Doosri sorat mein kharabi apki biwi mein hai jis ki wajah sey woh haamla nahi horahi. Yeh kharabi kaee tarha ki ho sakti hai.

maslan...

  1. Ba'eza raezi hoti hi nahi yeh kabhi kabhar hoti hai. Woh aurtein jin ko sugar ho to en ko yeh masla ho jata hai.
  2. Aap ki biwi ki qazif naliyan band hain yeh en naliyun mein koi kharabi hai.
  3. Aurat kay faraj mein koi kharabi hai jis ki wajah sey sperm mar jatey hain ya aagey nahi ja saktey.
  4. Baaz auqat ovulation kay baad egg bachey dani mein nahi aasakta.

3 comments:

  1. herbal sexualogist
    dr.hakeem ali abbas
    100% baajpan azoospermia ka herbal treatment course detail ke liye rabta karen
    whatsapp:923144055312
    imo:923144055312

    ReplyDelete
  2. herbal sexualogist
    dr.hakeem ali abbas
    100% baajpan azoospermia ka herbal treatment course detail ke liye rabta karen
    whatsapp:923144055312
    imo:923144055312

    ReplyDelete