Female Masturbation - Khawateen Mein Musht Zani |
Tahem sexually sensitivity kay lehaz sey pistaan (Breast) ka number 3rd hai jiska size kay sath koi ta'alluq nahi. Agarcha big pistaan (Breast) dekhney mein khubsoorat lagtey hain (Har shakhs ko nahi) magar aurat ki bharpoor mein pistaan (Breast) size ki koi khas ahmiyat nahi bul kay tareeqa ahem hai. Jinka ham apni next book mein tafseel ka sath zikar karaingai. (Dastoor) Chotey Pistaan (Breast) Mein Doodh Ki Kami Hoti Hai? Kuch arsa pehley ek sahib ney mujhey call ki. Inki new marriage thee. Woh apni wife ka pistaan (Breast) size kay hawaley sey fikarmand thay jo kay unkay khayal mein bohut hi chotay thay. Inko bataya gaya kay pistaan (Breast) size kay aurat ki jinsi zindagi kay sath koi ta'alluq nahi. Inko asal fikar iss baat ki thee kay inn mein itna milk aa jaey ga kay inn ka babies ka pait bhar sakey. Yani woh bharpoor andaz sey apney bachon ko feed kar sakey gi. Pistaan (Breast) chahey kitna hi chotey kyun na ho milk paeda karney mein kotahi nahi kartey hain. Kisi aur wajah sey milk mein kami ho sakti hai magar pistaan (Breast) kay chotey honay sey milk mein kami nahi hoti. |
Sunday 21 August 2011
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment