Islamic Method Of Intercourse |
Es tarhan kabhi kabhar hymen mukammal tor per rupture nahi hota, essai bhi takleef hoti hai. Iss kay elawa vagina yeh vulva mein koi allergy yeh infection bhi hosakta hai. Usually mubashrat (Intercourse) koi takleefdai process nahi hai. Agar biwi mubashrat (Intercourse) kay doran pursukoon aur relax rahey to lutf aiga. Taham baaz auqat deep dakhool (penetration) aur zoor daar strokes bhi takleef ka sabab bantai hain. Usually mubashrat (Intercourse) ka pain pahla Chund martaba kay mubashrat (Intercourse) mein hota hai. Iss kay baad lutf hi lutf. (Mobeen) Mubashrat (Intercourse) Ka Sharaee Tariqa: Mubashrat (Intercourse) kay bohut sey famous tareeqai hain. Famous method missionary tareeqa hai. Iss mein wife neechey jabkai husband ooper hota hai. Iss mein dakhool (penetration) easy hai magar iss mein penis bazer (Clitoris) ko touch nahi karta jiski wajha sey aurat zyada lutf andooz nahi hoti. Yeh tareeqa pre-mature inzaal (ejaculation) kay liye bhi munasib nahi. Hamara yaha yeh tareeqa hi sab sey zyada use hota hai. Baaz log jahalat ki wajha sey esko Islami tareeqa qarar daitain hain jiski wajha sey bohut si khawateen apnai husband ko mubashrat (Intercourse) ka koi dusra method use Karney nahi daitin. Halankay Hazrat Muhammad(P.BU.H) nai kisi tareeqai ko Islami tareeqa qarar nahi diya. Aurat kay zyada jinsi lutf kay liye mard neechey aur aurat ka ooper wala tareeqa zyada mufeed hai. Iss mein aurat apni marzi sey bazer (Clitoris) ko penis kay sath rub kar sakti hai aur pre-mature inzaal (ejaculation) kay liye bhi yeh tareeqa mufeed hai. |
Sunday, 21 August 2011
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment