- Halala karney wala aur halala karwaney wala
- Peeshaab kay chee'nton sey perhaez na karna
- Jaanwaron kay mu'nh per daagh lagana
- Dunya kay husool kay liye ilm hasil karna aur ilm ko chupana
- Khayanat karna
- Ehsaan jatlana
- Taqdeer ko jhutlana
- Logon ki posheeda baton kit oh lagana
- Chughal khori karna
- Bilawajah la'anat karna
- Dhoka dena aur ahed poora na karna
- Najoomi aur kahan ki tasdeeq karna
- Khawand ki nafarmani karna
- Bilazaroorat tasweer banana
- Museebat kay waqt tamanchey marna, noha karna, kaprey pharna, ser kay baalon ko mundwadena, baalon ko nochna, halakat aur tabahee ki bud dua'en karna
- Zulm aur sarkashi karna
- Kamzor ghulam, londi, biwi ya janwar per zulm karna
- Parosi ko takleef dena
- Musalman ko takleef ya gali dena
- Takabbur ya baraee ki gharz sey tehband takhno'n sey neechey rakhna
- Soney chaandi kay bartanon mein khana peena
- Mardon ka sona ya resham pehenna
- Ghulam ka bhaag jana
- Ghaer Allah kay naam per zibah karna
- Jaan boojh kar haqeeqi nasb ka izhar karna
- Jhagraloo pan ka muzahira karna
Friday, 5 August 2011
Greater Sins In Urdu - Gunah e Kabira Ki List In Urdu
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment